Gun Gun Karta Aaya Bhanwra Lyrics | Muskurahat | Kumar Sanu, Sadhana Sargam | Ram Laxman

Gun Gun Karta Aaya Bhanwra Lyrics | Muskurahat | Kumar Sanu, Sadhana Sargam | Ram Laxman

Gun gun karta aaya banwara banware ne sunaya
Gun gun karta aaya banwara banware ne sunaya
Bola mai tumse pyar karta hu
Bola mai tumse pyar karta hu
Sun sun banware tu kahe ye har khili kali se
Sun sun banware tu kahe ye har khili kali se
Ke mai tumse pyar karta hu
Ke mai tumse pyar karta hu

Maine salo sine me dil ko
Ek najar me ye to tumhara ho gaya
Maine salo sine me dil ko
Ek najar me ye to tumhara ho gaya
Haal mera aisa hua jaise dil mera dil na tha
Sun sun banware tu kahe ye har khili kali se
Sun sun banware tu kahe ye har khili kali se
Ke mai tumse pyar karta hu
Ke mai tumse pyar karta hu

Dil ke badle me paya hoga dil
Aise saude me phir kaisi mushkil
Dil ke badle me paya hoga dil
Aise saude me phir kaisi mushkil
Socho na jo kuch hua jo bhi hua acha hua
Gun gun karta aaya banwara banware ne sunaya
Gun gun karta aaya banwara banware ne sunaya
Bola mai tumse pyar karta hu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *