Gulmohar Ke Lal Lal Phulwa Song Lyrics from the movie/album Narad Leela released in the year 2018. The song Gulmohar Ke Lal Lal Phulwa was sung by Neela Joshi. The music was given by Narayan Dutt. The lyrics were Penned by Madan Bharti

Gulmohar Ke Lal Lal Phulwa Lyrics

Apne Rang Me Aayi Rangne
Jogi Tera Ang
Mera Rang To Pad Gaya Fika
Chadh Gaya Teri Rang
Gulmohar Ke Laal Laal Phulwa
Khil Gaye Re Sajan
Gulmohar Ke Laal Laal Phulwa
Khil Gaye Re Sajan
Gaal Pe Gulal Mal Ke
Aayi Gulabi Ritu
Gaal Pe Gulal Mal Ke
Aayi Gulabi Ritu
Deke Saugat Mohe Chala Gaya Bachpan
Gulmohar Ke Laal Laal Phulwa
Khil Gaye Re Sajan
Gulmohar Ke Laal Laal Phulwa
Khil Gaye Re Sajan

Kesar Kusum Jhuhi Champa
Se Ang Saja Ke Dulhan Balkhayi
Gori Chunar Mori Rang De
Maang Meri Bhar De Baje Shahnayi
Ab To Mohe Baan Jaisa Laage Bad Yovan
Gulmohar Ke Laal Laal Phulwa
Khil Gaye Re Sajan
Gulmohar Ke Laal Laal Phulwa
Khil Gaye Re Sajan

Anghat Umango Ki Rani
Ye Meri Jawani
Tu Ang Laga Le
Pyar Tarang Ek Saancha
Aur Rang Kaancha
Ye Rang Chadha Ke
Aayi Milan Ki Ghadi
Jhum Raha Tan Man
Gulmohar Ke Laal Laal Phulwa
Khil Gaye Re Sajan
Gulmohar Ke Laal Laal Phulwa
Khil Gaye Re Sajan
Gaal Pe Gulal Mal Ke
Aayi Gulabi Ritu
Gaal Pe Gulal Mal Ke
Aayi Gulabi Ritu
Deke Saugat Mohe Chala Gaya Bachpan
Gulmohar Ke Laal Laal Phulwa
Khil Gaye Re Sajan
Gulmohar Ke Laal Laal Phulwa
Khil Gaye Re Sajan

Share your thoughts

Meena kumari, Geeta bali, Narad leela, Narad leela (1972), Naarad leela (1972), Geeta, Kashi mathura haridwar ke, Leela, Seema mishra, Seema mishra song, Seema mishra songs, Seema mishra holi songs, Nila joshi, Neena films, Joshi, Narad, Balraam shree krishna hindi film, Balraam shree krishna hindi movie, Hindi movie balraam shree krishna, Shankar bhagwan ko kaun sa phool chadhaye, Balraam shree krishna film, Shashikala, Balraam shree krishna movie