Gori Jara Mukhde Se Ghunghat Hatao Na
Aisa Bhi Kya Hai Suratiya Dikhao Na Na Na Na
Gori Jara Gori Jara Mukhde Se Ghunghat Hatao Na
Aisa Bhi Kya Hai Suratiya Dikhao Na Na Na Na
Shadi Se Pahle Sawere Sawere
Teri Gali Ke Lagate The Fere
Shadi Se Pahle Sawere Sawere
Teri Gali Ke Lagate The Fere Yad Karo
Yad Karo Biti Wo Batiya Bhulao Na Bhulao Na
Gori Jara Gori Jara Mukhde Se Ghunghat Hatao Na
Aisa Bhi Kya Hai Suratiya Dikhao Na Na Na Na
Ho Yad Karo Ek Din Ambua Ke Ped Tale
Dholak Ke Sang Sang Nachi Thi Sham Dhale
Yad Karo Yad Karo Ek Din Ambua Ke Ped Tale
Dholak Ke Sang Sang Nachi Thi Sham Dhale
Bachpan Ke Bachpan Ke Geet Wahi Firse Sunao Na
Gori Jara Gori Jara Mukhde Se Ghunghat Hatao Na
Aisa Bhi Kya Hai Suratiya Dikhao Na Na Na Na
Kahe Ko Aayi Ye Jalim Jawani
Bhul Gayi Ek Tum Wo Batiya Purani
Kahe Ko Aayi Ye Jalim Jawani
Bhul Gayi Ek Tum Wo Batiya Purani
Isse To Acha Hai Maike Chali Jao Na Na Na Na
Gori Jara Mukhde Se Ghunghat Hatao Na
Aisa Bhi Kya Hai Suratiya Dikhao Na Na Na Na
Gori Zara Mukhde Se Ghunghat Hataao Na Song Lyrics from the movie/album Miss India released in the year 2018 starring Nargis Dutt, Pradeep Kumar. The song Gori Zara Mukhde Se Ghunghat Hataao Na was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by I S Johar. The music was given by Sachin Dev Burman. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan
Share your thoughts