God Allah Aur Bhagwan Ne Banaya Ek Insaan Lyrics | Krrish 3 | Shreya Ghoshal, Sonu Nigam | Rajesh Roshan

God Allah Aur Bhagwan Ne Banaya Ek Insaan Lyrics | Krrish 3 | Shreya Ghoshal, Sonu Nigam | Rajesh Roshan

God
Allah aur bhagwan ne banaya ek insaan
God
Allah aur bhagwan ne banaya ek insaan
Aaya zameen pe lekar woh upar waale ka farmaan
Woh dosto ka hai dost
Yaaro ka hai yaar
Jiska naam sun ke kaanpe har shaitan
God
Allah aur bhagwan ne banaya ek insaan
Aaya zameen pe lekar woh upar waale ka farmaan
Woh dosto ka hai dost
Yaaro ka hai yaar
Jiska naam sun ke kaanpe har shaitan
God
Allah aur bhagwan ne banaya ek insaan

Woh tujhme bhi hai
Woh mujhme bhi hai
Kahin na kahin woh hum sab me hai
Woh tujhme bhi hai
Woh mujhme bhi hai
Kahin na kahin woh hum sab me hai
Sab me woh chhupa hai use pehchaan le
Uska jo iraada hai woh hum thaan le
Sab me woh chhupa hai use pehchaan le
Uska jo iraada hai woh hum thaan le
Woh dosto ka hai dost
Yaaro ka hai yaar
Jiska naam sun ke kaanpe har shaitan
God
Allah aur bhagwan ne banaya ek insaan
God
Allah aur bhagwan ne banaya ek insaan

Jahaan kal woh tha akela khada
Kadam apna bhi udhar chal pada
Jahaan kal woh tha akela khada
Kadam apna bhi udhar chal pada
Dil ke khwabo ki jannat sajaayenge hum
Pyar ka savera leke aayenge hum
Dil ke khwabo ki jannat sajaayenge hum
Pyar ka savera leke aayenge hum
Woh dosto ka hai dost
Yaaro ka hai yaar
Jiska naam sun ke kaanpe har shaitan
God
Allah aur bhagwan ne banaya ek insaan
God
Allah aur bhagwan ne banaya ek insaan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *