(God Allah Aur Bhagwan Ne Banaya Ik Insaan – 2
Aaya Zameen Pe Lekar Woh Upar Waale Ka Farmaan
Woh Doston Ka Hai Dost Yaaron Ka Hai Yaar
Jiska Naam Sunke Kaanpe Har Shaitan) – 2
God Allah Aur Bhagwan Ne Banaya Ik Insaan
(Woh Tujhme Bhi Hai Woh Mujhme Bhi Hai
Kahin Na Kahin Woh Hum Sab Mein Hai) – 2
(Sab Mein Woh Chupa Hai Usey Pehchaan Le
Uska Jo Iraada Hai Hum Thaan Lein) – 2
Woh Doston Ka Hai Dost Yaaron Ka Hai Yaar
Jiska Naam Sunke Kaanpe Har Shaitan
God Allah Aur Bhagwan Ne Banaya Ek Insaan – 2
(Jahaan Kal Woh Tha Akela Khada
Kadam Apna Bhi Udhar Chal Pada) – 2
(Dil Ke Khabon Ki Jannat Sajayenge Hum
Pyar Ka Savera Leke Aayenge Hum) – 2
Woh Doston Ka Hai Dost Yaaron Ka Hai Yaar
Jiska Naam Sunke Kaanpe Har Shaitan
God Allah Aur Bhagwan Ne Banaya Ek Insaan – 2
God Allah aur Bhagwan Song Lyrics from the movie/album Krrish 3. The song God Allah aur Bhagwan was sung by Shreya Ghoshal, Sonu Nigam. The music was given by Rajesh Roshan. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts