Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon Song Lyrics from the movie/album Chor Machaye Shor released in the year 2016 starring Shashi Kapoor, Mumtaz. The song Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon was sung by Kishore Kumar. This movie/album was directed by Ashok Roy. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain. The music rights for song purely belongs to Saregama

Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon Lyrics

Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon Main
Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon Main
Kabhi Is Pagh Main Kabhi Us Pagh Main
Bajtahi Raha Hoon Main
Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon Main

Kabhi Toot Gaya Kabhi Todha Gaya
Sau Bar Mujhey Phir Jodha Gaya
Kabhi Toot Gaya Kabhi Todha Gaya
Sau Bar Mujhey Phir Jodha Gaya
Yunhi Toot Toot Ke Aur Mit Mit Ke
Banta Hi Raha Hoon Main
Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon Main

Main Karta Raha Auron Ki Kahi
Meri Baat Mere Man Hi Main Rahi
Main Karta Raha Auron Ki Kahi
Meri Baat Mere Man Hi Main Rahi
Kabhi Mandir Main Kabhi Mehfil Main
Sajtaa Hi Raha Hoon Main
Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon Main

Apnon Me Rahey Ya Gairon Me
Ghunghroo Ki Jagah Toh Hai Pairon Mein
Apnon Me Rahey Ya Gairon Me
Ghunghroo Ki Jagah Toh Hai Pairon Mein
Phir Kaisa Gila Jag Se Jo Mila
Saheta Hi Raha Hoon Main
Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon Main
Ghunghroo Ki Tarah Bajtahi Raha Hoon Main
Bajtahi Raha Hoon Main
Hm Hmm Hmm.

Share your thoughts

Kishore kumar, Ghungroo ki tarah, Shashi kapoor, Ghunghroo ki tarah bajta hi raha kishore kumar, Chor machaye shor, Ghunghroo ki tarah bajta hi raha, Ghunghroo ki tarah bajta hi raha lyrics, Ravindra jain, Ghunghroo ki tarah bajta hi raha lyrics in hindi, Ghunghroo ki tarah bajta hi raha lyrics in english, Lyrics of ghunghroo ki tarah bajta hi raha, Ghunghroo ki tarah bajta hi raha with lyrics, Ghungroo ki tarah bajta hi raha hoon main