Ghir Ghir Ke Aayi Badariya Song Lyrics from the movie/album Ek Thi Ladki released in the year 2016 starring Meena Shorey, Motilal. The song Ghir Ghir Ke Aayi Badariya was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Roop K. Shorey. The music was given by Vinod. The lyrics were Penned by Aziz Kashmiri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Ghir Ghir Ke Aayi Badariya Lyrics

Ghir Ghir Ke Aayi Hai
Badariya Sajanva Na Ja
Ghir Ghir Ke Aayi Hai
Badariya Sajanva Na Ja
Rote Hai Nain Banware Inhe Samjha Ja
Rote Hai Nain Banware Inhe Samjha Ja
Ghir Ghir Ke Aayi Hai
Badariya Sajanva Na Ja

Pehle To Aas Dilai
Ab Phir Kyun Aakh Charayi
Pehle To Aas Dilai
Ab Phir Kyun Aakh Charayi
Hatho Mein Hath Diya Hai Laaz Nibha Ja
Hatho Mein Hath Diya Hai Laaz Nibha Ja
Rote Hai Nain Banware Inhe Samjha Ja
Ghir Ghir Ke Aayi Hai
Badariya Sajanva Na Ja
Ghir Ghir Ke Aayi Hai
Badariya Sajanva Na Ja

Aankhe Fariyad Karengi
Ro Ro Kar Yaad Karengi
Aankhe Fariyad Karengi
Ro Ro Kar Yaad Karengi
Aankho Ki Bhul Balma Aake Bata Ja
Aankho Ki Bhul Balma Aake Bata Ja
Rote Hai Nain Banware Inhe Samjh Ja
Ghir Ghir Ke Aayi Hai
Badariya Sajanva Na Ja
Ghir Ghir Ke Aayi Hai
Badariya Sajanva Na Ja.

Share your thoughts

Meena shorey songs, Lata mangeshkar, Meena shorey, Lata mangeshkar songs, Motilal songs, Ek thi ladki, Ek thi ladki 1949, Meena shorey hit songs, Meena shorey hindi movie video songs, Ek thi ladki 1949 songs, Meena shorey hits, Meena shorey movies, Meena shorey video songs, Ek thi ladki movie, Hariyali aur rasta [1961] ghir ghir ke aayi badariya, Meena kumari, Geeta bali, Ghir ghir ke aai badariya, Mangeshkar, Motilal hindi movie songs, Ek thi ladki hindi movie parts