Ghazal Ke Phool Song Lyrics from the movie/album Sharmate Sharmate released in the year 2016 starring Bhupinder Singh & Mitali Singh. The song Ghazal Ke Phool was sung by Bhupinder Singh, Mitali Singh. The music was given by Bhupinder Singh. The music rights for song purely belongs to Saregama

Ghazal Ke Phool Lyrics

Ghazal Ke Phool Khila Kar
Chale Hain Hum Dono
Ghazal Ke Phool Khila Kar
Chale Hain Hum Dono
Chaman Ke Haq Mein Duaan Kar
Chale Hain Hum Dono
Ghazal Ke Phool Khila Kar
Chale Hain Hum Dono

Hamare Nagme Barate Hain
Baadalo Ki Tarah
Hamare Nagme Barate Hain
Baadalo Ki Tarah
Hamare Nagme Barate Hain
Baadalo Ki Tarah
Dilo Ki Pyaas Bujha Kar
Chale Hain Hum Dono
Dilo Ki Pyaas Bujha Kar
Chale Hain Hum Dono
Ghazal Ke Phool Khila Kar
Chale Hain Hum Dono

Har Ek Dil Mein Mohabbat Ki
Roshani Hogi
Har Ek Dil Mein Mohabbat Ki
Roshani Hogi
Har Ek Dil Mein Mohabbat Ki
Roshani Hogi
Kuchh Itana Pyaar Luta Kar
Chale Hain Hum Dono
Kuchh Itana Pyaar Luta Kar
Chale Hain Hum Dono
Ghazal Ke Phool Khila Kar
Chale Hain Hum Dono

Duaan Karo Ki Bujhae Na
Waqt Ki Aandhi
Duaan Karo Ki Bujhae Na
Waqt Ki Aandhi
Duaan Karo Ki Bujhae Na
Waqt Ki Aandhi
Ghazal Ki Shamma Jala Kar
Chale Hain Hum Dono
Ghazal Ki Shamma Jala Kar
Chale Hain Hum Dono
Ghazal Ke Phool Khila Kar
Chale Hain Hum Dono.

Share your thoughts

Bhupinder singh, Mitali singh, Best of bhupinder singh, Bhupinder singh songs, Singh, Bhupinder singh ghazal, Mitali singh ghazal, Bhupinder singh (musical artist), Bhupinder singh mitali singh ghazal e mohabbat, Songs of bhupinder singh, Bhupinder singh playlist, Bhupinder singh (composer), Mitalee singh, Jagjit singh ghazals, Bhupinder, Bhupinder singh bengali songs, Bhupinder singh best song, Jagjit singh (musical artist)