Ghata chhayi thi
Sawan khul ke barsa
Ghata chhayi thi
Sawan khul ke barsa
Magar pyasa
Koi ab tak hai pyasa
Ghata chhayi thi
Sawan khul ke barsa
Wo aayenge
Wo aate hai
Wo aaye
Wo aayenge
Wo aate hai
Wo aaye
Main is ummed me raato ko jaaga
Main is ummed me raato ko jaaga
Ghata chhayi thi
Sawan khul ke barsa
Tasalli phir wahi
Phir kal ka vada
Tasalli phir wahi
Phir kal ka vada
Tasalli phir wahi
Phir kal ka vada
Wahi kasme
Wahi jhutha dilasa
Wahi kasme
Wahi jhutha dilasa
Ghata chhayi thi
Sawan khul ke barsa
Andhera ghar mera ho jata roshan
Andhera ghar mera ho jata roshan
Agar chehre se wo parda hatata
Agar chehre se wo parda hatata
Ghata chhayi thi
Sawan khul ke barsa
Magar pyasa
Koi ab tak hai pyasa
Ghata chhayi thi
Sawan khul ke barsa
Pahunchta apni manjil par main ek din
Pahunchta apni manjil par main ek din
Apni manjil par main ek din
Pahunchta apni manjil par main ek din
Agar rahbar mujhe rasta dikhata
Agar rahbar mujhe rasta dikhata
Ghata chhayi thi
Sawan khul ke barsa
Gazal naushad ki hontho pe sabke
Gazal naushad ki hontho pe sabke
Usi ki ragini har koi gaata
Usi ki ragini har koi gaata
Ghata chhayi thi
Sawan khul ke barsa
Magar pyasa
Koi ab tak hai pyasa
Ghata chhayi thi
Sawan khul ke barsa

