Ghar Mera Lyrics  | Ek Tukda Aasman Ka | Aartee Ankalikar-Tikekar, Sanjay Vatsal | Sanjay Vatsal | Sanjay Vatsal

Ghar Mera Lyrics | Ek Tukda Aasman Ka | Aartee Ankalikar-Tikekar, Sanjay Vatsal | Sanjay Vatsal | Sanjay Vatsal

Ghar mera khoya huaa milta nahi
Ghar mera khoya huaa milta nahi
Ghar mera khoya huaa milta nahi
Kyaa likhoon main khat patta milta nahi

Kyaa huaa chehare ko aye duniya tere
Kyaa huaa chehare ko aye duniya tere
Ye kabhi hasta huaa milta nahi
Ye kabhi hasta huaa milta nahi
Ye kabhi hasta huaa milta nahi
Kyaa likhoon main khat patta milta nahi

Sakla jisaki aksh jiska ek ho
Sakla jisaki aksh jiska ek ho
Aadami aisa bhala milta nahi
Aadami aisa bhala milta nahi
Aadami aisa bhala milta nahi
Aadami aisa bhala milta nahi

Hum kahan se dhund ke laaye usse
Hum kahan se dhund ke laaye usse
Hosala jo kho gaya milta nahi
Hosala jo kho gaya milta nahi
Ghar mera khoya huaa milta nahi
Kyaa likhoon main khat patta milta nahi.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *