Ghanshyam Ke Hai Ghanshyam Nayan Lyrics  | Aandhiyan | Dev Anand, Nimmi | Lakshmi Shankar | Ali Akbar Khan

Ghanshyam Ke Hai Ghanshyam Nayan Lyrics | Aandhiyan | Dev Anand, Nimmi | Lakshmi Shankar | Ali Akbar Khan

Ghanshyam ke hai ghanshyam nayan
Ghanshyam ke hai ghanshyam nayan
Sun mera bana mann moh saki
Sun mera bana mann moh saki
Ghanshyam ghanshyam
Ghanshyam ghanshyam
Ghanshyam ke hai ghanshyam nayan
Ghanshyam ke hai ghanshyam nayan
Sun mera bana mann moh saki

Jabse lagi lgan jabse lagi lagan
Jabse lagi lgan mera mann hai magan
Man hai magan mere kitne base chitchor
O mere kitne base chitchor
Sun mera bana man moh saki
Ghanshyam ghanshyam
Ghanshyam ghanshyam

Shyam sundar ke rang mein rangi ja rahi
Shyam sundar ke rang mein rangi ja rahi
Mere kano mein mere kano mein
Mere kano me radha ki dhun ga rahi

Koi kahta milan ki ghadi aa rahi
Koi kahta milan ki ghadi aa rahi
Meri bahiya hai pise ki dor
Meri bahiya hai pise ki dor
Sun mera bana mann moh saki
Jabse lagi lgan jabse lagi lagan
Jabse lagi lgan mera mann hai mgan
Mann hai magan mere kitne base chitchor
O mere kitne base chitchor
Sun mera bana mann moh saki
Ghanshyam ghanshyam
Ghanshyam ghanshyam.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *