Gham Nahin Kar Muskura Song Lyrics from the movie/album Chhoo Mantar released in the year 2015 starring Karan Dewan, Johnny Walker. The song Gham Nahin Kar Muskura was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi. This movie/album was directed by M. Sadiq. The music was given by Omkar Prasad Nayyar. The lyrics were Penned by Jan Nisar Akhtar. The music rights for song purely belongs to Saregama

Gham Nahin Kar Muskura Lyrics

Are Gham Nahi Kar Muskura
Jine Ka Le Le Maja
Nadan Ye Zindagi
Hai Khubsurat Bala
Are Gham Nahi Kar Muskura
Jine Ka Le Le Maja
Nadan Ye Zindagi
Hai Khubsurat Bala
Gham Nahi Kar Muskura

Rut Ye Jawan Chhaya Sama
Kitna Hasin Hai Ye Jahan
Rut Ye Jawan Chhaya Sama
Kitna Hasin Hai Ye Jahan
Thandi Fiza Bhigi Hawa
Phir Aag Se Dil Mein Laga
Thandi Fiza Bhigi Hawa
Phir Aag Se Dil Me Laga
Kab Se Jale Dil Ye Mera
Gham Nahi Kar Muskura
Jine Ka Le Le Maja
Nadan Ye Zindagi
Hai Khubsurat Bala
Gham Nahi Kar Muskura

Sab Bhul Ja Ae Pyar Mein
Hai Jeet Bhi Is Haar Mein
Sab Bhul Ja Ae Pyar Mein
Hai Jeet Bhi Is Haar Mein
Har Dil Yaha Majbur Hai
Ye Pyar Ka Dastur Hai
Har Dil Yaha Majbur Hai
Ye Pyar Ka Dastur Hai
Milta Hai Kya Gham Ke Siwa
Gham Nahi Kar Muskura
Jine Ka Le Le Maja
Nadan Ye Zindagi
Hai Khubsurat Bala
Gham Nahi Kar Muskura
Jine Ka Le Le Maja
Nadan Ye Zindagi
Hai Khubsurat Bala
Gham Nahi Kar Muskura.

Share your thoughts

Geeta, Mantar, Chhoo, Lehraaya, Dutt, Baadal, Hai, Gori, Raat, Jab