Gham Nahi Gar Zindagi Lyrics  | Benazir | Meena Kumari, Ashok Kumar | Asha Bhosle | Sachin Dev Burman

Gham Nahi Gar Zindagi Lyrics | Benazir | Meena Kumari, Ashok Kumar | Asha Bhosle | Sachin Dev Burman

Gam nahi,
Gham nahin gar zindagi veeran ha
Ishq par ye jaan bhi kurban hai
Gham nahin gar zindagi veeran ha
Ishq par ye jaan bhi kurban hai
Gham nahin gar zindagi veeran ha

Humne sab kuch khoke sab kuch pa liya
Humne sab kuch khoke sab kuch pa liya
Apne dil ko har tarha har tarha samjha liya
Ab  koi hasrat hai na arman hai
Ab  koi hasrat hai na arman hai
Gham nahin gar zindagi veeran ha
Ishq par ye jaan bhi kurban hai
Gham nahin gar zindagi veeran ha

Chand aansu pyar ke daulat nahi re
Chand aansu pyar ke daulat nahi
Roke jine me koi koi lachak nahi
Hans ke mar jana wafa ki shan hai
Ishq par ye jaan bhi kurban hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *