Gham Kee Dawa Toh Pyar Hai Lyrics | Amanush | Asha Bhosle | Shyamal Mitra

Gham Kee Dawa Toh Pyar Hai Lyrics | Amanush | Asha Bhosle | Shyamal Mitra

Gham ki dawa to pyar hai
Gham ki dawa sharab nahi
Thukarao na hamara pyar
Itne toh ham kharab nahi
Gham ki dawa to pyar hai

Jata hai jo janey do ata hai woh ane do
Biti baten bit gayi nayi bahare ane do
Bagiya me phul hajaro hain
Ek hi to gulab nahi
Gham ki dawa sharab nahi

Ghanv jiya ke bhar denge tuta dil ham jodenge
Ban ke rahenge sathi hum
Ham sath kabhi na chhod enge
Abb koyi tumko sata na sake
Itni kisi me tab nahi
Gham ki dawa to pyar hai
Gham ki dawa sharab nahi
Thukarao na hamara pyar
Itne toh ham kharab nahi
Gham ki dawa to pyar hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *