Ghabarake Darr Darr Ke Lyrics | Shaurya | Adnan Sami, Sunidhi Chauhan | Adnan Sami, Surendra Sodhi

Ghabra ke dar dar ke
Dar dar ke mar mar ke
Bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

Deewaare rasta roke to unse takraana sikho
Jinda rehna hai sar uthaake to mar jana sikho
Ghabara ke dar dar ke

Jindgaani ko samajh le khel tu
Muskuraake mushkilo ko jhel tu
Saari duniya mein nahi tujh sa koyi
Tu anokha hai yaha
Anmol tu
Ghabara ke dar dar ke
Dar dar ke mar mar ke
Bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
Ghabara ke dar dar ke
Dar dar ke mar mar ke
Bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

Chaahe is duniya mein tu jaaye kahin
Haan julm se khaali nahi koyi jami
Tu jo chaahe to mita de julm ko
Shart ye hai tujhko ho khud par yakin
Ghabara ke dar dar ke
Dar dar ke mar mar ke
Bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai
Ghabara ke dar dar ke
Dar dar ke mar mar ke
Bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

Deewaare rasta roke to unse takraana sikho
Jinda rehna hai sar uthaake to mar jana sikho
Ghabara ke dar dar ke
Dar dar ke mar mar ke
Bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *