Geeto Se Sargam Kaliyo Se Shabnam Door Rahe To Lyrics | Laila | Manmohan Singh, Lata Mangeshkar | Usha Khanna

Geeto se sargum kaliyo se shabnam dur rahe to dur rahe
Par tum na rahna dur o sanam mar jayenge hum apni kasam
Sawan se badli phulo se titli dur rahe to dur rahe

Mehandi se hatheli dur rahe to dur rahe
Bago se chameli dur rahe to dur rahe
Ankhoyo se kajra julfo se gajra
Par tum na rahna dur o sanam mar jayenge hum apni kasam
Geeto se sargum kaliyo se shabnam dur rahe to dur rahe

Nadiya se kinara dur rahe to dur rahe
Ambar se sitara dur rahe to dur rahe
Chanda se chakori patang se dori
Par tum na rahna dur o sanam mar jayenge hum apni kasam
Sawan se badli phulo se titli dur rahe to dur rahe

Seep se moti dur rahe to dur rahe
Deep se jyoti dur rahe to dur rahe
Kano se bali hotho se lali dur rahe to dur rahe
Par tum na rahna dur o sanam mar jayenge hum apni kasam
Sawan se badli phulo se titli dur rahe to dur rahe

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *