Gazab Kiyaa Tere Waade Pe Aitabaar Kiyaa Lyrics | Non-Film (Mohammed Rafi) | Mohammed Rafi | Khayyam

Gazab Kiyaa Tere Waade Pe Aitabaar Kiyaa Lyrics | Non-Film (Mohammed Rafi) | Mohammed Rafi | Khayyam

Gazab kiyaa tere waade pe aitabaar kiyaa
Tamaam raat qayaamat ka itazaar kiyaa

Hansaa-hansaa ke shab-e-wasl ashqabaar kiyaa
Tasaliyaan mujhe de-de ke beqaraar kiyaa

Ham aise mahav-e-nazaaraa na the jo hosh aataa
Magar tumhaare tagaaful ne hoshiyaar kiyaa

Fasaanaa-e-shab-e-gam unako ek kahaani thi
Kuchh aitabaar kiyaa kuchh na aitabaar kiyaa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *