Garmi Lagi Hai Song Lyrics from the movie/album Fauji released in the year 2018 starring Vikram, Nazneen. The song Garmi Lagi Hai was sung by Asha Bhosle, Meenu Purushottam. This movie/album was directed by Joginder. The music was given by Sonik Omi. The lyrics were Penned by M G Hashmat

Garmi Lagi Hai Lyrics

Ho Garmi Lagi Hai Nahaungi
Nahaayegi
Ha Garmi Lagi Hai Nahaungi
Tan Ki Tapan Ko Bujhaungi
Nahi Bujhegi Haau Nahi Dabegi Haay
Ari Aur Badhegi
Jalte Badan Ki Aag Thande Paai Se
Garmi Lagi Hai Nahaungi
Tan Ki Tapan Ko Bujhaungi

Babul Ne Ab Tak Ki Na Sagaai
Babul Ne Ab Tak Ki Na Sagaai
Aise Me Kiski Banugi Lugaai
Kaun Hai Jo Duniya Me Mere Man Bhayega
Kaun Hai Jo Duniya Me Mere Man Bhayega
Tujhe Apnaayega Apna Banayega Gale Se Lagayega
Ho Garmi Lagi Hai Nahaungi
Tan Ki Tapan Ko Bujhaungi

Fasi Hun Jawani Ki Haay Dal Dal Me
Fasi Hun Jawani Ki Haay Dal Dal Me
Machhli Hun Kaisi Jo Tadpu Main Jal Me
Ban Ke Machhera Koi Aise Me Aayega
Ban Ke Machhera Koi Aise Me Aayega
Jaal Bichhayega Jaadu Chalayega Tujhe Le Jaayega
Ho Garmi Lagi Hai Nahaungi
Tan Ki Tapan Ko Bujhaungi
Nahi Bujhegi Haau Nahi Dabegi Haay
Ari Aur Badhegi
Jalte Badan Ki Aag Thande Paai Se
Ho Garmi Lagi Hai Nahaungi
Tan Ki Tapan Ko Bujhaungi

Share your thoughts

Purshottam, Bhosle, Fauji, Garmi, Hai, Asha, Lagi, Minoo