Ganesh Utpati Lyrics  | Bal Ganesh | Hema Sardesai | Sanjay Dhakan

Ganesh Utpati Lyrics | Bal Ganesh | Hema Sardesai | Sanjay Dhakan

Kar adbhut sankalp yeh mann mein
Maa gauri jut gayee jatan mein
Kar adbhut sankalp yeh mann mein
Maa gauri jut gayee jatan mein
Om om om namah shivaay
Om namah shivaay
Om namah shivaay
Om namah shivaay

Paarvati ne apane tann se
Mamta bhari sukomal mal se
Kan kan apna ansh jutaaya
Kar kamalon mein use uthaaya
Divya kala se racha
Maat ne putala ek salona
Jisaki aabha se roshan
Tha vishva ka kona kona
Chamatkar se mamtamayi
Ne phoonki us mein jaan
Mand mand muskaate aaye
Shri ganesh bhagwan.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *