Gam E Hasti Se Bas Begana Hota Song Lyrics from the movie/album Vallah Kya Baat Hai. The song Gam E Hasti Se Bas Begana Hota was sung by Mohammad Rafi. The music was given by Roshan. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Gam E Hasti Se Bas Begana Hota Lyrics

Gam E Hasti Se Bas Begana Hota
Kudaya Kash Mai Diwana Hota
Gam E Hasti Se Bas Begana

Chali Aati Qayamat Anjuman Me – 2
Gulo Ko Aag Lag Jati Chaman Me
Alag Baitha
Alag Baitha Koi Mastana Hota
Kudaya Kash Mai Diwana Hota
Gam E Hasti Se Bas Begana

Jo Dekha Hai Suna Hai Zindgi Me – 2
Wo Banake Dard Rah Jata Na Ji Me
Faqat Ek Khwab

Faqat Ek Khwab Ek Afsana Hota
Kudaya Kash Mai Diwana Hota
Gam E Hasti Se Bas Begana

Usi Diwanagi Me Bekudi Me – 2
Na Khulti Aankh Sari Zindgi Me
Sada Gardish Me
Sada Gardish Me Ek Paimana Hota
Kudaya Kash Mai Diwana Hota
Gam E Hasti Se Bas Begana Hota
Kudaya Kash Mai Diwana Hota

Share your thoughts

Vallah kya baat hai, Mohammad rafi, Gham - e hasti se bas begana hota, Gham e hasti se began hota hai, Mohammed rafi, Vallah kya baat hai (1962), Zabak (1959) gham e hasti se bas (from vallah kya baat hai), Gham-e-hasti se bas begana hota, Mohammad rafi & lata mangeshkar hits, Tu hi wo hasi hai mohammad rafi song, Wallah kya baat hai, Mohammed rafi ke gane, Gham e hasti se sung by rafi, Bas begana hota, Vallah kya baat hai karaoke