Galiya Galiya Dhundh Chuki Mai Lyrics | Baadal Aur Bijli | Noor Jehan | Suhail Rana

Galiya Galiya Dhundh Chuki Mai Lyrics | Baadal Aur Bijli | Noor Jehan | Suhail Rana

Galiya galiya dhundh chuki mai
Galiya galiya dhundh chuki mai
Kaha ho bata do sajana
Kaha ho bata do sajana
Kaha ho bata do sajana
Galiya galiya dhundh chuki mai
Galiya galiya dhundh chuki mai

Yeh socha tha sapne hamare
Ik din pure ho jayenge
Sath jiyenge sath marenge
Ik duje me kho jayenge
Bikhare sapne sare ro ro naina hare
Pure huye naa arman
Kaha ho bata do sajana
Galiya galiya dhundh chuki mai
Galiya galiya dhundh chuki mai

Naa tadpao aa bhi jao
Darde judayi sah naa sakungi
Git hain jo mere dil ke
Aur kisi se kah naa sakungi
Tute aas ke tare meraa pyar pukare
Tum bin soona hai jaha
Kaha ho bata do sajana
Galiya galiya dhundh chuki mai
Galiya galiya dhundh chuki mai
Kaha ho bata do sajana
Kaha ho bata do sajana
Galiya galiya dhundh chuki mai
Galiya galiya dhundh chuki mai
Galiya galiya dhundh chuki mai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *