Gali Gali Shor Macha Song Lyrics from the movie/album Faraar released in the year 2013 starring Avinash Wadhawan, Shilpa Shirodkar. The song Gali Gali Shor Macha was sung by Sushma Shrestha (Poornima), Udit Narayan. This movie/album was directed by Sunil Agnihotri. The music was given by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Megastar Plus Music

Gali Gali Shor Macha Lyrics

Gali Gali Shor Macha Dilbar
Teri Meri Aankh Ladi
Dheere Dheere Bechaini Chaayi
Tere Meri Baat Badhi
Haan Gali Gali Shor Macha Dilbar
Teri Meri Aankh Ladi
Dheere Dheere Bechaini Chaayi
Tere Meri Baat Badhi
Pyaar Huwa Ikraar Huwa
Abb Jeena Sanam Dushwaar Huwa
Pyaar Huwa Ikraar Huwa
Abb Jeena Sanam Dushwaar Huwa

Gali Gali Shor Macha Dilbar
Teri Meri Aankh Ladi
Dheere Dheere Bechaini Chaayi
Tere Meri Baat Badhi
Pyaar Huwa Ikraar Huwa
Abb Jeena Sanam Dushwaar Huwa
Pyaar Huwa Ikraar Huwa
Abb Jeena Sanam Dushwaar Huwa

Deewaana Mastaana
Mausam Aaya Hai
Yaadon Ki Waadon Ki
Khushbu Laaya Hai
Deewaana Mastaana
Mausam Aaya Hai
Yaadon Ki Waadon Ki
Khushbu Laaya Hai
Jaane Jaa Bataa De Jaana Hai Kidhar,
Na Tujhe Pata Hai Na Mujhe Khabar
Aise Mein Kho Jaaye Yaar
Kahin Na Dil Deewaana
Gali Gali Shor Macha Dilbar
Teri Meri Aankh Ladi
Dheere Dheere Bechaini Chaayi
Tere Meri Baat Badhi
Pyaar Huwa Ikraar Huwa
Abb Jeena Sanam Dushwaar Huwa
Pyaar Huwa Ikraar Huwa
Abb Jeena Sanam Dushwaar Huwa

Meri Toh Jannat Hai
Yaar Ki Baahon Mein
Meri Bhi Khushiya Hai
Yaar Ki Baahon Mein
Meri Toh Jannat Hai
Yaar Ki Baahon Mein
Meri Bhi Khushiya Hai
Yaar Ki Baahon Mein
Saaye Mein Tere Hi Rehana Hai Mujhe
Dard-e-dil Kabhi Na Sehana Hai Mujhe
Hamane Jo Chaaha Toh Ban Gaya
Chaahat Ka Afsaana
Gali Gali Shor Macha Dilbar
Teri Meri Aankh Ladi
Dheere Dheere Bechaini Chaayi
Tere Meri Baat Badhi
Pyaar Huwa Ikraar Huwa
Abb Jeena Sanam Dushwaar Huwa
Pyaar Huwa Ikraar Huwa
Abb Jeena Sanam Dushwaar Huwa.

Share your thoughts

No Keywords