Maine Tere Liye Chhoda Hai Zamana
Zara Tera Irada Toh Bata
Aise Nazrein Tu Mujhse Chura Na
Zara Tera Irada Toh Bata
Chhaya Hai Mujhpe Tera Hi Nasha
Kambakht Dil Yeh Kahan Ja Phansa
Main Teri Deewani, Tu Mera Deewana
Samajh Le Nazar Ka Ishara
Gali Gali Mein Phirta Hai
Tu Kyun Banke Banjara
Aa Mere Dil Mein Bas Ja
Mere Aashik Awara
Tera Kasoor Hai Na Mera Kasoor
Dono Ke Dono Paas Hoke Bhi Door
Teri Wajah Se Main Toh Soyi Nahi
Meri Wajah Se Tu Bhi Jaaga Zaroor
Meri Mohabbat Se Bach Na Sakega
Samajh Jaan-E-Mann Ueh Ishara
Gali Gali Mein Phirta Hai
Tu Kyun Banke Banjara
Hey Aa Mere Dil Mein Bas Ja
Mere Aashik Awara
Gali Gali Song Lyrics from the movie/album K.G.F: Chapter 1 - Hindi released in the year 2018 starring Ayyapa, Srinidhi Shetty. The song Gali Gali was sung by Neha Kakkar. The music was given by Tanishk Bagchi. The lyrics were Penned by Rashmi Virag. The music rights for song purely belongs to T-Series
Share your thoughts