Gaiyya Lakho Ki Hai Maiyya Song Lyrics from the movie/album Sati Madalasa released in the year 2018 starring Manhar Desai, Nirupa Roy. The song Gaiyya Lakho Ki Hai Maiyya was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Jayant Desai. The music was given by Chitragupt. The lyrics were Penned by Gopal Singh Nepali

Gaiyya Lakho Ki Hai Maiyya Lyrics

Kamjor Samajh Ke Gaiya Pe Hath Na Uthao
Kamjor Samajh Ke Gaiya Pe Hath Na Uthao
Gaiya Lakho Ki Hai Maiya Lakho Ki Hai Maiya
Bhaiya Dur Hat Jao Re Samne Na Aao
Kamjor Samajh Ke Gaiya Pe Hath Na Uthao
Gaiya Lakho Ki Hai Maiya Lakho Ki Hai Maiya
Bhaiya Dur Hat Jao Re Samne Na Aao

Gaiya Vo Mata Hai Jiske Tan Me Devta Rahe
Tan Me Devta Rahe Iski Seva Se Ghar Ghar Me
Ganga Dudh Ki Bahe Ganga Dudh Ki Bahe
Aisi Mata Ko Sata Ke Maa Ka Dudh Na Lajao Re
Gaiya Lakho Ki Hai Maiya Lakho Ki Hai Maiya
Bhaiya Dur Hat Jao Re Samne Na Aao

Teri Diwali Me Jalte Ghee Ke Diye Jalte Ghee Ke Diye
Ghar Ki Lazmi Ko Kyu Mare Papi Pet Ke Liye
Papi Pet Ke Liye Apna Muh Kala Karke
Auro Ke Deeo Ko Na Bhujao Re Gaiya Lakho Ki Hai Maiya
Lakho Ki Hai Maiya Bhaiya Dur Hat Jao Re Samne Na Aao Re

Panghat Pe Jinda Rah Ke Ye Duniya Ko Jalati
Ye Duniya Ko Jalati Apne Bachde Ka Hak Cheen
Tumko Dudh Pilati Tumko Dudh Pilati
Jiska Makkhan Khate Tum Uspe Talwar Na Chalao
Gaiya Lakho Ki Hai Maiya Lakho Ki Hai Maiya
Bhaiya Dur Hat Jao Re Samne Na Aao Re
Kamjor Samajh Ke Gaiya Pe Hath Na Uthao
Gaiya Lakho Ki Hai Maiya Lakho Ki Hai Maiya
Bhaiya Dur Hat Jao Re Dur Hat Jao

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Asha bhosle, Sati madalasa, Asha bhosle hit songs, Chitragupta, Sati madalsa, Shreya ghoshal lyrics lori lori, Hits of asha bhosle, Chandaniya lyrics, S p balasubramaniam asha bhosle, Jhula maiya ka, Kamzor samajh ke gaiya pe hath na, Hit songs of asha bhosle, Gaiyya, Ke jay re asha bhosle, Mohd.rafi sati madalasa raja ji zara samjho, Chandaniya lori lori lori lyrics, Karam ki gati nyari lyrics in hindi, Bhaiya mere rakhi ke, Asha bhosle bengali song