Gagan Jhoome Kadam Choome Lyrics  | Mard Ki Zabaan | Dharmendra, Jackie Shroff | Shabbir Kumar | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Gagan Jhoome Kadam Choome Lyrics | Mard Ki Zabaan | Dharmendra, Jackie Shroff | Shabbir Kumar | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Gagan jhoome kadam chume
Gagan jhoome kadam chume
Jaha duniya mein duniya mein tu jaye
Koi manzil waha na ho muskil yaha
Wo khud hi chal kar
Pas aaye tara ram pam
Gagan jhoome kadam chume
Jaha duniya mein duniya mein tu jaye
Koi manzil waha na ho muskil yaha
Wo khud hi chal kar
Pas aaye tara ram pam
Gagan jhoome kadam chume
Jaha duniya mein duniya mein tu jaye

Hamesha bhiya aur bhabhi ke baahe
Hamesha bhiya aur bhabhi ke baahe
Ladakpan ko tere jhula jhulaye
Rahe aksar
Rahe aksar tere dar par
Rahe aksar tere dar par
Khushi aur kal ke saye
Tara ram pam
Gagan jhoome kadam chume
Jaha duniya mein duniya mein tu jaye

Tera bachapan rahe aankho
Mein meri pyar bankar
Tera bachapan rahe aankho
Mein meri pyar bankar
Hazaro nanhi kali kuraban tujh par
Yahi manzar sada mud kar
Yahi manzar sada mud kar
Nazar mein bar bar aaye
Tara ram pam

Gagan jhoome kadam chume
Gagan jhoome kadam chume
Jaha duniya mein duniya mein tu jaye
Koi manzil waha na ho muskil yaha
Wo khud hi chal kar pas aaye
Tara ram pam
Gagan jhoome kadam chume
Gagan jhoome kadam chume
Jaha duniya mein duniya mein tu jaye.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *