Gaanv Men Pipal, Paani Men Aag Lagaae Raani Teri Javaani Lyrics | Suraj Aur Chanda | Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal

Gaanv Men Pipal, Paani Men Aag Lagaae Raani Teri Javaani Lyrics | Suraj Aur Chanda | Mohammed Rafi | Laxmikant Pyarelal

Gaav me pipal pipal ki chaiya
Chaiya me panghat panghat me pani
Pani me aag lagaye rani teri javani
Gaav me pipal pipal ki chaiya
Chaiya me panghat panghat me pani
Pani me aag lagaye rani teri javani

Nikali naha ke gori talab se kuch aise
Savan me badlo se nikla ho chand jaise
Nikali naha ke gori talab se kuch aise
Savan me badlo se nikla ho chand jaise
Kano me jhumke mukhde pe aanchal
Aankho me kajara paav me payal
Payal ke git sunaye o rani teri javani
Gaav me pipal pipal ki chaiya
Chaiya me panghat panghat me pani
Pani me aag lagaye rani teri javani

Ye rup hai ya shola ye rag hai ke jadu
Ye nain hai ke jhule ye zulf hai ki badal haye
Ye rup hai ya shola ye rag hai ke jadu
Ye nain hai ke jhule ye zulf hai ki badal
Tera kya kahna dekhe jo naina
To sari raina jage ye naina
Naino se nind churaye o rani teri javani
Gaav me pipal pipal ki chaiya
Chaiya me panghat panghat me pani
Pani me aag lagaye rani teri javani
Gaav me pipal pipal ki chaiya
Chaiya me panghat panghat me pani
Pani me aag lagaye rani teri javani
Oye hoye hoye teri jawani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *