Tanha Guzarta Dil Ka Safar
Milte Nahi Jo Tum Humse
Ishq Ne Maangi Pehli Dua To
Mujhko Mile Tum Rab Ke Karam Se
Nazron Ko Aaye Jabse Nazar Tum
Rehne Lage Tujhme Gum Se
Mujhe Fursat Hi Nahi Tumse
Mujhe Fursat Hi Nahi Tumse
Tumhe Dekhu Bas Jee Bharke
Mujhe Fursat Hi Nahi Tumse
Tumse Milne Se Kuch Pehle
Khushboo Tumhari Aati Hai
Dil Mein Utarke Rooh Se Guzre
Dhadkan Tak Chhoo Jaati Hai
Pyar Mera Pehchaan Le Paagal
Dil Ki Meri Dhadkan Sunn Ke
Mujhe Fursat Hi Nahi Tumse
Mujhe Fursat Hi Nahi Tumse
Mujhe Rakhlo Chhupakar Ke
Mujhe Fursat Hi Nahi Tumse
Duniya Ruthe Lekin Apna
Saath Kabhi Na Chhutega
Khwaab Tumhare Neend Hamari
Ye Rishta Na Tutega
Main So Jaun Phir Bhi Jaage
Dil Tumhare Sapne Bunn Ke
Mujhe Fursat Hi Nahi Tumse
Mujhe Fursat Hi Nahi Tumse
Tumhe Rakhloon Main Chupa Karke
Tumhe Rakhloon Main Chupa Karke
Mujhe Fursat Hi Nahi Tumse.
Fursat Song Lyrics released in the year 2021 starring Pawandeep Rajan, Chitra Shukla. The song Fursat was sung by Pawandeep Rajan, Arunita Kanjilal. The music was given by Kashi Kashyap. The lyrics were Penned by Arafat Mehmood, Mukesh Mishra. The music rights for song purely belongs to Octopus Entertainment
Share your thoughts