Kya Kahoon Tumhe Tum Hi Ho
Tum Meri Ho Tum Meri Ho
Ik Pal Bhi Tum Door Jaate Ho
Dar Lagne Lagta Hai Humko
Kabhi Kabhi Sochta Hoon Ke
Main Tumko
Meri Baahon Mein
Bhar Loon Hamesha Ke Liye
Meri Fitrat Badal Rahi Hai
Meri Hasrat Badal Rahi Hai
Meri Rooh Mein Hai Tu
Kya Karoon
Meri Fitrat Badal Rahi Hai
Meri Hasrat Badal Rahi Hai
Meri Rooh Mein Hai Tu
Kya Karoon..
Kya Karoon..
Khoya Rehta Hoon Main
Khoya Rehta Hoon Main
Tujh Mein Hi Har Dafaa
Khoya Rehta Hoon Main
Khoya Rehta Hoon Main
Tujh Mein Hi Har Dafaa
Teri Hi Baaton Mein
Khayaalo Mein
Main Uljha Rehta Hoon
Karta Rehta Hoon
Main Khud Se Yeh Sawaal
Ke Laut Aoge Ghar Pe Phir Se
Aoge Seene Se Lagaoge Humko Dil Se
Haye Apna Banaoge Humse
Kabhi Na Jaoge Door
Ke Laut Aoge Ghar Pe Phir Se
Ke Laut Aoge Ghar Pe Phir Se
Kya Apna Banaoge Phir Se
Kya Apna Banaoge
Meri Fitrat Badal Rahi Hai
Meri Hasrat Badal Rahi Hai
Meri Rooh Mein Hai Tu
Kya Karoon
Meri Fitrat Badal Rahi Hai
Meri Hasrat Badal Rahi Hai
Meri Rooh Mein Hai Tu
Kya Karoon
Meri Fitrat Badal Rahi Hai
Meri Hasrat Badal Rahi Hai
Meri Rooh Mein Hai Tu
Kya Karoon
Meri Fitrat Badal Rahi Hai
Meri Hasrat Badal Rahi Hai
Meri Rooh Mein Hai Tu
Kya Karoon
Fitrat Song Lyrics from the movie/album Indie Music Label released in the year 2020 starring Suyyash Rai, Divya Agarwal. The song Fitrat was sung by Suyyash Rai. The music was given by Viplove Rajdeo. The music rights for song purely belongs to Indie Music Label
Share your thoughts