First Time Dekha Tumhe Hum Lyrics | Jaan Tere Naam | Kumar Sanu

First Time Dekha Tumhe Hum Lyrics | Jaan Tere Naam | Kumar Sanu

First time dekha tumhein hum kho gaya
Second time mein love ho gaya
First time dekha tumhein hum kho gaya
Second time mein love ho gaya
First time dekha tumhein hum kho gaya
Second time mein love ho gaya

Yeh akkha india jaanta hain hum tumpe marta hain
Dil kya cheez hain jaanam apni jaan tere naam karta hai
Dil kya cheez hain jaanam apni jaan tere naam karta hai
First time dekha tumhein hum kho gaya
Second time mein love ho gaya
First time dekha tumhein hum kho gaya
Second time mein love ho gaya

Tere se mariage karane ko main bambai se goa aaya
Haan, tere se mariage karane ko main bambai se goa aaya
Pan mere ko tere dad ne red signal dikhalaaya
Father se tere kya lena mujhe
Tu chaye mujhe mein chaun tujhe

Yeh akkha india jaanta hain hum tumpe marta hain
Dil kya cheez hain jaanam apni jaan tere naam karta hai
Dil kya cheez hain jaanam apni jaan tere naam karta hai

Main teri chaahat mein jaanam ban baitha deewaana
Main teri chaahat mein jaanam ban baitha deewaana
Lekin tune pyaar ko mere na samajhaa na jaana
Meri jaan kar le tuu jitanaa sitam
Chhodenge na teri chaahat sanam

Yeh akkha india jaanta hain hum tumpe marta hain
Dil kya cheez hain jaanam apni jaan tere naam karta hai
Dil kya cheez hain jaanam apni jaan tere naam karta hai

Mana aaj nazar meri teri pyaar mera begana hai
Mana aaj nazar meri teri pyaar mera begana hain
Mujhe kasam hai pyaar ki tere dil mein pyar jagana hain
Kya mein sanam tera yaar nahin?
Ek baar kehde tujhe pyaar nahin
Kya mein sanam tera yaar nahi?
Ek baar kehde tujhe pyaar nahin

Yeh akkha india jaanta hain hum tumpe marta hain
Dil kya cheez hain jaanam apni jaan tere naam karta hai
Dil kya cheez hain jaanam apni jaan tere naam karta hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *