Fasale Bahaara Hoon Main Song Lyrics from the movie/album Ek Second Jo Zindagi Badal De released in the year 2018 starring Manisha Koirala, Jackie Shroff. The song Fasale Bahaara Hoon Main was sung by Sunidhi Chauhan. This movie/album was directed by Partho Ghosh. The music was given by Anand Raj Anand, Gulam Khan. The lyrics were Penned by Pradeep Chaudhary

Fasale Bahaara Hoon Main Lyrics

Fasale Bahaara Hoon Main
Fasale Bahaara
Jalata Angaara Hoon Main
Jalata Angaara
Meri Aaghosh Mein Hai Narmiyaan
Meri Madhoshiyon Mein Garmiyaan
Meri Aaghosh Mein Hai Narmiyaan
Meri Madhoshiyon Mein Garmiyaan
Tujhe Paana Hai Socha Hai
Mauka Hai Hone Do Hoti Jo Gustaakhiyaan
Fasale Bahaara Hoon Main
Fasale Bahaara
Fasale Bahaara Hoon Main
Fasale Bahaara

Maine Toh Dil Diya
Tune Ki Dillagi
Chaahat Ke Maayane Tu Samajha Hi Nahin
Maine Toh Dil Diya
Tune Ki Dillagi
Chaahat Ke Maayane Tu Samajha Hi Nahin
Ishq Ke Moti Lutaaye Maine Teri Raahon Mein
Tune Kaante Hi Chubhaaye Bas Meri Nigaahon Mein
Maine Socha Na Tha Tu Badal Jaayega
Iss Kadar Dard Dega Yun Tadpayega
Iss Kadar Dard Dega Yun Tadpayega
Sang Dil Sharaara Hoon Main
Sang Dil Sharaara
Fasale Bahaara Hoon Main
Fasale Bahaara

Mera Junun Dekha Tune Abhi Kahan
Chhinega Tujhko Mujhse Koyi Kaise Meri Jaan
Mera Junun Dekha Tune Abhi Kahan
Chhinega Tujhko Mujhse Koyi Kaise Meri Jaan
Aashqui Jisne Bhi Ki Woh Khela Apni Jaan Se
Sun Woh Patthar Ke Sanam Yeh Puchh Le Jahan Se
Tere Bin Saari Duniya Hai Kis Kaam Ki
Mujhko Parwah Nahi Hai Ab Anjaam Ki
Mujhko Parwah Nahi Hai Ab Anjaam Ki
Arshe Sitaara Hoon Main
Arshe Sitaara
Fasale Bahaara Hoon Main
Fasale Bahaara
Jalta Angaara Hoon Main
Jalta Angaara

Share your thoughts

Roshan zindagi motivational video, Punjabi sufiana arifana kalam, Jag soona soona laage, Kalam mian muhammad bakhsh sahib, Kalam mian muhammad bakhsh in great voice, Kalam rehmat da darya elahi, Roshan zindagi video, Anand, Kalam mian muhammad bakhsh whatsapp status, Kalam mian muhammad bakhsh, Zindagi, Bure bano safal rahoge, Second, Best punjabi kalam, Badal, Sant harish motivational speech hindi, Aankh se aankh mila rahat fateh ali khan