Fariyad Meri Sun Le Lyrics  | Ghar Ki Izzat | Dilip Kumar, Mumtaz Shanti | Shamshad Begum | Govind Ram

Fariyad Meri Sun Le Lyrics | Ghar Ki Izzat | Dilip Kumar, Mumtaz Shanti | Shamshad Begum | Govind Ram

Fariyad meri sun le
Fariyad meri sun le
Fariyad meri sun le
Jara aasman wale
Fariyad meri sun le
Jara aasman wale
Jee bhar gaya
Duniya se mera
Mujhko utha le
Fariyad meri sun le
Jara aasman wale
Jee bhar gaya
Duniya se mera
Mujhko utha le

Jina bhi muphuliso ka
Dushwar kar diya hai
Jina bhi muphuliso ka
Dushwar kar diya hai
Inshan ne inshan ko
Inshan ne inshan ko
Lachar kar diya hai
Lachar kar diya hai
Mushkil mein parbhu
Kaun siva tere sambhale
Mushkil mein parbhu
Kaun siva tere sambhale
Jee bhar gaya
Duniya se mera
Mujhko utha le

Toofan uth raha hai
Andher ho gaya hai
Toofan uth raha hai
Andher ho gaya hai
Kismat to so gayi hai
Kya tu bhi so gaya hai
Kismat to so gayi hai
Kya tu bhi so gaya hai
Naiya hai ab hamari
Naiya hai ab hamari
Toofan ke hawale
Jee bhar gaya
Duniya se mera
Mujhko utha le
Fariyad meri sun le
Fariyad meri sun le
Fariyad meri sun le
Jara aasman wale
Fariyad meri sun le
Jara aasman wale
Jee bhar gaya
Duniya se mera
Mujhko utha le.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *