Fariyad Meri Sun Le Lyrics | Ghar Ki Izzat | Shamshad Begum | Govind Ram

Fariyad meri sun le fariyad meri sun le
Fariyad meri sun le jara asma wale
Fariyad meri sun le jara asma wale
Ji bhar gaya duniya se mera mujhko utha le

Jina bhi mufliso ka dushwar kar diya hai

Insan ne insan ko insan ne insan ko
Lachar kar diya hai lachar kar diya hai
Mushkil me prabhu kaun siva tere sambhale
Mushkil me prabhu kaun siva tere sambhale
Ji bhar gaya duniya se mera mujhko utha le

Tufan uth raha hai andher ho gaya hai
Tufan uth raha hai andher ho gaya hai
Kismat to so gayi hai kya tu bhi so gaya hai

Naiya hai ab hamari
Naiya hai ab hamari tufan ke hawale
Ji bhar gaya duniya se mera mujhko utha le
Fariyad meri sun le fariyad meri sun le
Fariyad meri sun le jara asman wale
Ji bhar gaya duniya se mera mujhko utha le

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *