Farishton Ki Dua (Angels Orar) Lyrics | Dare You | Kavita Shah | Jayesh Gandhi

Farishton Ki Dua (Angels Orar) Lyrics | Dare You | Kavita Shah | Jayesh Gandhi

Farishto ki paaki dua ki tarah hai
Tu sajdo ke kabil wafa ki tarah hai
Farishto ki paaki dua ki tarah hai
Tu sajdo ke kabil wafa ki tarah hai
Ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
Ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
Tu mehbub mera khuda ki tarah hai
Tu mehbub mera khuda ki tarah hai

Aake tere karib yu duniya lage hai juda
Teri mujhe baate sabhi dil ki lage hai dua
Ye zindagi mujhpe kahi leti hai ab saanse
Maine mujhe pa hi liya khud me tujhe paa ke
Ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
Ye rishta hamesha yunhi zinda rakhna
Tu viraniyo me fiza ki tarah hai
Tu jannat ki taare saba ki tarah hai
Farishto ki paaki dua ki tarah hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *