Farishta Nahin Main Lyrics | Strangers | Band Black | Vinay Tiwari

Farishta nahin main – 3 jo ishq na kar sakuun
(Farishta nahin main – 3), (jo ishq na kar sakuun – 3)

Kitaabon mein lipati huyi, koyi main khaani nahin – 2
Main jinda fasaana tera, meri aankhon mein saanse leti hai ek jindagi
(Masihaah nahi hoon – 3), (jo ishq na kar sakuun – 3)

Kinaaron pe duba hoon main, wafaaon mein uljha hoon main – 2
Tera hi junoon hai mujhe, teri yaadon ko sajda karati hai aawaaragi
(Main lamha nahin hoon – 3), (jo phir na aa sakoon – 3)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *