En Panchhiyo Ko Dekh Kar Lyrics | Koi Mil Gaya | Shaan | Rajesh Roshan

En Panchhiyo Ko Dekh Kar Lyrics | Koi Mil Gaya | Shaan | Rajesh Roshan

Aina aina aina
Ekna ekna ekna
Jogna jogna jogna
Ekna ekna ekna

Aina aina aina
Ekna ekna ekna
Jogna jogna jogna
Ekna ekna ekna
In panchhiyo ko dekh kar jage hai ye arman
Dharati pe hum chalte hain par chhu lenge asman
Aina aina aina
Ekna ekna ekna
Jogna jogna jogna
Ekna ekna ekna
In panchhiyo ko dekh kar jage hai ye arman
Dharati pe hum chalte hain par chhu lenge asman

Yeh batao jara ham pankho bina jayenge kaise dur waha
Kuchh bhi ho sakta hai
Kuchh bhi ho jayega ham itne nahi nadan
Ho yeh batao jara ham pankho bina jayenge kaise dur waha
Kuchh bhi ho sakta hai
Kuchh bhi ho jayega ham itne nahi nadan
Aina aina aina
Ekna ekna ekna
Jogna jogna jogna
Ekna ekna ekna
En panchhiyo ko dekh kar jage hai ye arman
Dharati pe ham chalte hai par chu lenge asman

Dekhte jao tum aisa bhi ek din
Ek din to jarur ayega
Ham se is duniya me
Ek din har koyi jab hath milayega
Dekhte jao tum aisa bhi ek din
Ek din to jarur ayega
Ham se is duniya me
Ek din har koyi jab hath milayega

Gale se laga lengi tumko khushi
Badal jayengi ek din jindagi
Yeh kadmo me chup jayega asman
Tum jaisa koyi bhi na hoga yaha
Aina aina aina
Ekna ekna ekna
Jogna jogna jogna
Ekna ekna ekna
En panchhiyo ko dekh kar jage hai yeh arman
Dharati pe ham chalte hai par chu lenge asman
Aina aina aina
Ekna ekna ekna
Jogna jogna jogna
Ekna ekna ekna

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *