Ek Toh Aisee Ladkee Ho Song Lyrics from the movie/album Chehraa. The song Ek Toh Aisee Ladkee Ho was sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Sameer

Ek Toh Aisee Ladkee Ho Lyrics

Ek Toh Aisee Ladkee Ho, Jo Mere Nam Se Sajtee Ho
Shyam Savere Aankh Bichhaye, Mera Rasta Taktee Ho
O Rey O, O Rey O Mm Mm Mm…. Aah Aah Aah……….

Ek Toh Aisa Ladka Ho, Jo Mere Nam Se Sajta Ho
Shyam Savere Aankh Bichhaye, Mera Rasta Takta Ho
O Rey O, O Rey O Mm Mm Mm…. Aah Aah Aah……….

Dil Me Nayee Dhadkan Liye Aaye Mere Samane
Baheke Huye Jasbat Ko Aagosh Me Thamne
Sach Mera Sapna Ho, Aisa Koyee Apna Ho
Chahe Mujhe Jo Rat Din Ho
Ek Toh Aisee Ladkee Ho, Jo Mere Nam Se Sajtee Ho
Shyam Savere Aankh Bichhaye, Mera Rasta Taktee Ho
O Rey O, O Rey O Mm Mm Mm…. Aah Aah Aah……….

Bhulu Naa Mai Saree Umar, Itna Mujhe Pyar Dey
Ho Tanha Mere Armano Ko Chahat Kaa Sansar Dey
Uspe Mai Marta Hu, Ishk Ussee Se Karta Hu
Kaise Rahu Mai Uske Bin Ho
Ek Toh Aisa Ladkee Ho, Jo Mere Nam Se Sajta Ho
Shyam Savere Aankh Bichhaye, Mera Rasta Takta Ho
O Rey O, O Rey O Mm Mm Mm…. Aah Aah Aah……….
Ek Toh Aisee Ladkee Ho, Jo Mere Nam Se Sajtee Ho
Shyam Savere Aankh Bichhaye, Mera Rasta Taktee Ho
O Rey O, O Rey O Mm Mm Mm…. Aah Aah Aah……….

Share your thoughts

Alka yagnik, Alka yagnik songs, Anu malik, Kumar sanu, Anu malik songs, Kumar sanu songs, Kumar sanu kavita duets, Kumar sanu classic songs, Anu malik superhit songs, Kishore kumar romantic songs, Kumar sanu song, Udit narayan alka yagnik, Kumar sanu alka duets, Akshay kumar, Alka yagnik evergreen songs, Alka kumar duets, Alka yagnik superhit songs, Chand sa chehra jheel si aankhein, Kumar sanu old hindi songs, Kumar sanu kal ki awaz tumhari nazron mein humne dekha