Ek Thi Nindiya Do The Naina Lyrics  | Seema | Rakesh Roshan, Kabir Bedi | Suman Kalyanpur | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Ek Thi Nindiya Do The Naina Lyrics | Seema | Rakesh Roshan, Kabir Bedi | Suman Kalyanpur | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Ek thi nindiya do the naina
Raat ki jayi sham ki bahna
Raat ki jayi sham ki bahna

Ek thi nindiya do the naina
Raat ki jayi sham ki bahna
Ek thi nindiya do the naina
Raat ki jayi sham ki bahna
Raat ki jayi sham ki bahna

Roz wo pariyo jaisi nindiya aati thi
Dono judva naino ko bahlati thi
Aankho pe rakh deti thi mithe sapne
Sapno wali nindiya ma kahlati thi
Ek thi nindiya do the naina
Raat ki jayi sham ki bahna
Raat ki jayi sham ki bahna

Ek thi nindiya do the naina
Raat ki jayi sham ki bahna
Ek thi nindiya do the naina
Raat ki jayi sham ki bahna
Raat ki jayi sham ki bahna

Roz wo pariyo jaisi nindiya aati thi
Dono judwa naino ko bahlati thi
Aankho pe rakh deti thi mithe sapne
Sapno wali nindiya ma kahlati thi
Ek thi nindiya do the naina
Raat ki jayi sham ki bahna
Raat ki jayi sham ki bahna

Aaos ki bundo me jo barsa karti thi
Wo nindiya ab do naino se ruth gayi
Chhut gaye wo reshami jhule sapno ke
Chand ne kaisi lori ki dhun tut gayi
Ek thi nindiya do the naina
Raat ki jayi sham ki bahna
Raat ki jayi sham ki bahna

Nindiya ki mamta ko banch ke do naina
Aadhi aadhi sanse lekar jite hai
Bari bari dekhte hai tute sapne
Bari bari aankh se aansu pite hai
Ek thi nindiya do the naina
Raat ki jayi sham ki bahna
Ek thi nindiya do the naina
Raat ki jayi sham ki bahna
Raat ki jayi sham ki bahna
Raat ki jayi sham ki bahna.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *