Ek shama do parwaane
Mile pyaar ke jahaan mein
Khoon ki nadiyaa bah na jaayen
Aaj shabistaan mein
Kabhi haar kabhi jeet
Yahi zindagi ki reet
Kabhi haar kabhi jeet
Yahi zindagi ki reet
Yahi zindagi ki reet
Yahi zindagi ki reet
Pyaar ka ye khel hai
Pyaar ka ye khel
Haar ke baaji jo lagaaye
Khele wahi khel
Pyaar ka ye khel hai
Pyaar ka ye khel
Haar ki baaji jo lagaaye
Khele wahi khel
Ho ho ho ho ho ho ho
Jise karni ho preet
Sikhe marne ki reet
Kabhi haar kabhi jeet
Yahi zindagi ki reet
Yahi zindagi ki reet
Faisle pyaar ke
Hote hain shamsheer se
Naseeb likhe jaate hain
Khoon ki lakeer se
Faisle pyaar ke
Hote hain shamsheer se
Naseeb likhe jaate hain
Khoon ki lakeer se
Ho ho ho ho ho ho ho
Ye hai ulfat ki reet
Kabhi haar kabhi jeet
Yehi zindagi ki reet
Yehi zindagi ki reet
Ik taraf hai duniyadaari
Ik taraf hai pyaar
Kiski hogi jeet bolo
Kiski hogi haar
Ik taraf hai duniyadaari
Ik taraf hai pyaar
Kiski hogi jeet bolo
Kiski hogi haar
Ho ho ho ho ho ho ho
Raja pyaar ki hogi jeet
Raja pyaar ki hogi jeet
Kabhi haar kabhi jeet
Yahi zindagi ki reet
Yahi zindagi ki reet
Lad nahin sakta koi
Duniyaa mein taqdeer se
Hoga shikhari ghaayal
Apne hi teer se
Lad nahin sakta koi
Duniyaa mein taqdeer se
Hoga shikhari ghaayal
Apne hi teer se
Ho ho ho ho ho ho ho
Isko samjho na sangeet
Ye hai zindagi ka geet
Kabhi haar kabhi jeet
Yahi zindagi ki reet
Yahi zindagi ki reet
Lad nahin sakta koi
Duniyaa me taqdeer se
Hoga shikhari ghaayal
Apne hi teer se
Hoga shikhari ghaayal
Apne hi teer se
Hoga shikhari ghaayal
Apne hi teer se
Hoga shikhari ghaayal
Apne hi teer se
Hoga shikhari ghaayal
Apne hi teer se

