Ek Se Mujhko Do Karde
Aur Do Se Karde Char
O Neeli Chhatri Wale Karde Mera Beda Paar
Are Ek Se Do Karde Do Se Char
Ek Se Do Karde Do Se Char
Ek Se Do Karde Do Se Char
O Neeli Chhatri Wale Karde Mera Beda Paar
O Neeli Chhatri Wale Karde Mera Beda Paar
O Ek Se Do Karde Do Se Char
Ek Se Do Karde Do Se Char
Ek Se Do Karde Do Se Char
Biwi De Jo Laye Heere Moti Kismat Wali
O Lekin Sath Laye Koi Shala Koi Shali
Bacche Aise Acche De
Are Bacche Aise Acche De
Jo Kabhi Na Mujhe Sataye
Na Roti Na Kapda Maange
Yu Hi Palte Jaye
Yaar Mujhe Aise Dedo Na Maange Kabhi Udhaar
Yaar Mujhe Aise Dedo Na Maange Kabhi Udhaar
Ek Se Do Karde Do Se Char
Ek Se Do Karde Do Se Char
Ek Se Do Karde Do Se Char
Aisi Kismat De Ki Sab
Duniya Pe Mera Raaj Ho
Jarur Jarur
Hath Me Talwar Ho
Lakdi Ki
Aur Sar Pe Mere Taaj Ho
Jutiyo Ka
Ab Jisko Chahu Faansi De Du
Dhage Se
Ab Jisko Chahu Chhod Du
Fokat Me
Uski Gardan Kaat Du Aur Uski Taange Tod Du
Galli Galli Ke Kutte Bhi Bole Mujho Sarkar
Galli Galli Ke Kutte Bhi Bole Mujho Sarkar
Oye Ek Se Do Karde Do Se Char
Ek Se Do Karde Do Se Char
O Neeli Chhatri Wale Karde Mera Beda Paar
O Neeli Chhatri Wale Karde Mera Beda Paar
Neeli Chhatri Wale Karde Mera Beda Paar
O Ek Se Do Karde Do Se Char
Ek Se Do Karde Do Se Char
Ek Se Do Karde Do Se Char
Ek Se Mujhko Do Karde Aur Song Lyrics from the movie/album Son Of Alibaba released in the year 2018 starring Mahipal, Chitra. The song Ek Se Mujhko Do Karde Aur was sung by Mohammed Rafi, Shaminder. This movie/album was directed by Manju. The music was given by Sardul Kwatra. The lyrics were Penned by Prem Dhawan
Share your thoughts