Ek Sawal Hai Tumse Ye Mera
Duniya Ki Raaho Me Darte Ho Kyun Bhala
Ek Sawal Hai Tumse Ye Mera
Duniya Ki Raaho Me Darte Ho Kyun Bhala
Darte Ho Kya
Ha Kisse
Bhuto Se
Jan Lo Tum Ye Jan Lo
Are Koi Na Jin Pari Khuda Ka Naam Lo
Jan Lo Tum Ye Jan Lo
Koi Na Jin Pari Khuda Ka Naam Lo
Hum Nahi Mante Jhuthi Kahaniya
Hum Nahi Mante Jhuthi Kahaniya
Hey Hey Are Ha Ha
Ek Sawal Hai Tumse Ye Mera
Duniya Ki Raaho Me Darte Ho Kyun Bhala
Are Ab Bhi Darte Ho Kya
Ha
Ab Kisse Darte Ho
Ruho Se
Ruhe Hawa Ke Jhoke Hai
Hamare Dil Ke Sunhere Dhokhe Hai
Daro Mat Kya Samjhe
Ruhe Hawa Ke Jhoke Hai
Hamare Dil Ke Sunhere Dhokhe
Insa Se Badhkar Koi Na Jalim
Insa Se Badhkar Koi Na Jalim
Hey Hey Are Ha Ha
Ek Sawal Hai Tumse Ye Mera
Duniya Ki Raaho Me Darte Ho Kyun Bhala
Bolo Bachcho Ab Kya Hai
Ab Hum Nahi Darte
Hum To Sher Hai Shabas Shabas
Laadlo Sabke Laadlo
Bhage Ye Bhut Bhi Tum Jaise Sher Se
Laadlo Sabke Laadlo
Bhage Ye Bhut Bhi Tum Jaise Sher Se
Shaitan Ke Bap Ho Table Ki Thap Ho Ha Ha
Shaitan Ke Bap Ho Table Ki Thap Ho
Shaitan Ke Bap Ho Table Ki Thap Ho
Hey Hey Are Ha Ha
Ek Sawal Hai Tumse Ye Mera
Duniya Ki Raaho Me Darte Ho Kyun Bhala
Ek Sawal Hai Tumse Ye Mera
Duniya Ki Raaho Me Darte Ho Kyun Bhala
Ek Sawal Hai Tumse Ye Mera Song Lyrics from the movie/album Bhoot Bungla released in the year 2018 starring Mehmood, Tanuja. The song Ek Sawal Hai Tumse Ye Mera was sung by Kishore Kumar. This movie/album was directed by Mehmood. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri
Share your thoughts