Ek Raat Mein Do Do Chand Khile Lyrics  | Barkha | Jagdeep, Nanda | Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Chitragupta Shrivastava

Ek Raat Mein Do Do Chand Khile Lyrics | Barkha | Jagdeep, Nanda | Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) | Chitragupta Shrivastava

Ek rat me do do chand khile
Ek ghunghat me ek badli me
Ek rat me do do chand khile
Apni apni manjil se mile
Ek ghunghat me ek badli me
Ek rat me do do chand khile

Badli kaa woh chand toh sabka hai
Ghunghat kaa yeh chand toh apna hai
Badli kaa woh chand toh sabka hai
Ghunghat kaa yeh chand toh apna hai
Mujhe chand samajhane wale bata,
Yeh sach hai ya sapna hai

Ek rat me do do chand khile
Apni apni manjil se mile
Ek ghunghat me ek badli me
Ek rat me do do chand khile

Malum nahi do anjane
Rahi kaise mil jate hain
Malum nahi do anjane
Rahi kaise mil jate hain
Phulo ko agar khilna hain
Virane me bhi khil jate hain
Virane me bhi khil jate hain

Ek rat me do do chand khile
Ek ghunghat me ek badli me
Apni apni manjil se mile
Ek ghunghat me ek badli me
Ek rat me do do chand khile.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *