Ek Raaja Hai Ek Raani Hai Paas Paisa Hai Aur Javaani Hai
Aur Kya Zidagaani Hai
Aur Kya Zidagaani Hai
Sab Nasibo Ki Ye Kahani Hai
Teri Chahat Ki Sab Nishani Hai
Aur Kya Zidagaani Hai
Aur Kya Zidagaani Hai
Ghar Hai Ek Mandir Tum Mere Devta Ho
Maine Rab Se Maagi Vahi Tum Duaa Ho
Kaun Hame Duniya Me Itna Pyar Dega
Itani Khushi Aur Aisa Sansaar Dega
Mujhe Rehna Hai Inhi Charno Me
Umr Baaho Me Yun Bitani Hai
Aur Kya Zidagaani Hai
Aur Kya Zidagaani Hai
Aisi Apni Dosti Hai Aisa Dostaana
Yad Rakhega Hamko Saara Zamaana
Dosti Pe Bilkul Na Karna Bharosa
Dost Banke Dete Hai Log Yahan Dhokha
Dosti Ham Na Kabhi Todenge Aaj Hamne Ye Dil Me Thani Hai
Aur Kya Zidagaani Hai
Aur Kya Zidagaani Hai
Aise Gulshan To Baharo Me Khila Karte Hai
Aise Maa Baap Nasibo Se Mila Karte Hai
Maine Har Roj Duaa Maagi Hai Teri Khatir
Mera Har Khvaab Ban Gaya Hai Hakikat Aakhir
In Rishto Ko Ham Nibhayege
Apni Puja Bhi Aajmaani Hai
Aur Kya Zidagaani Hai
Aur Kya Zidagaani Hai
Ek Raaja Hai Ek Raani Hai
Teri Chahat Ki Sab Nishani Hai
Sab Nasibo Ki Ye Kahani Hai
Hai Karam Uska Meharbani Hai
Aur Kya Zidagaani Hai
Aur Kya Zidagaani Hai
Aur Kya Zidagaani Hai
Aur Kya Zidagaani Hai
Ek Raajaa Hai Ek Raani Hai, Aur Kyaa Zindagaani Hai Song Lyrics from the movie/album Ek Rishtaa released in the year 2018 starring Amitabh Bachchan, Rakhee. The song Ek Raajaa Hai Ek Raani Hai, Aur Kyaa Zindagaani Hai was sung by Anuradha Paudwal, Milind Ingale, Mohammed Aziz, Sarika Kapoor. This movie/album was directed by Suneel Darshan. The music was given by Nadeem Shravan. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts