Ek ped humne payar ka milke lagaya tha kabhi
Aate jo phal to thik tha
Woh na phale toh na sahi
Kuch na hue to na sahi
Na bane to na sahi
Na mile na sahi
Kuch na rahe to na sahi
Ae zindagi har ek raaste se
Humne pukara tumhe
Socha savara tumhe
Par tumko accha na laga
Koi wada saccha na laga
Tum roothe ho ye socha kar
Tum ko manayege magar
Ab humse roothi teri ye nazar
Agar na hase na sahi
Na bane to na sahi
Na mile na sahi
Kuch na rahe to na sahi
Tum rasta mein ajnabee
Lagta tha kyun ye har ghadi
Aadhe adhure geet ki
Ek tum kadi ek main kadi
Tum rasta mein ajnabee
Lagta tha kyun yeh har ghadi
Tumhe dekh ke lagta tha ye
Tum ho bane mere vaaste
Milna hi tha humko magar
Hum na mile to na sahi
Ho zindagi
Har gam har ek aansu hume apna banana aa gya
Har haal mai har daur mai hume muskurana aa gya
Har gam har ek aanshu hume apna banana aa gya
Gam hai bhi to rukna nahi
Jeena hai to jhukna nahi
Ye zindagi koi khushi ab na bhi de to na sahi
Ae zindagi har ek raaste se
Humne pukara tumhe
Socha savara tunhe
Par tumko accha na laga
Koi wada saccha na laga
Tum roothe ho ye socha kar
Tum ko manayege magar
Ab humse roothi teri ye nazar
Agar na hase na sahi
Na bane to na sahi
Na mile na sahi
Kuch na rahe to na sahi

