Ek Paon Chal Raha Alag Alag Lyrics  | Kal Aaj Aur Kal | Prithviraj Kapoor, Raj Kapoor | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Ek Paon Chal Raha Alag Alag Lyrics | Kal Aaj Aur Kal | Prithviraj Kapoor, Raj Kapoor | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Dekhiye to kya ajib haal hai
Sochiye to kya ajib baat hai
Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai

Dekhiye to kya ajib haal hai
Sochiye to kya ajib baat hai
Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai

Ek dhaal is kadar phali
Har ek paat phul ban gaya
Ek dhaal is kadar phali
Har ek paat phul ban gaya
Ek dhaal is kadar magar luthi
Ek ek  phul phul dhul ban gaya

Aaj aur kal ki dhup chhon mein
Isliye samay ke sune gaon mein
Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai

Ek hawa chali ke jhum utha chaman
Ek hawa chali ke sab ujhad gaya
Ek kadam uthate raah mil gayi
Ek madam uthte path bichad gaya
Ek hawa chali ke jhum utha chaman
Ek hawa chali ke sab ujhad gaya
Ek kadam uthate raah mil gayi
Ek madam uthte path bichhad gaya
Isliye dilo ki jeet haar mein
Isliye isliye kisi ke pyaar mein

Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai
Sochiye to kya ajib baat hai
Ek paon chal raha alag alag
Dusra kisi ke sath sath hai
Dekhiye to kya ajib haal hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *