Ek Pal Pyar Ka Kabhi De Badal Ye Jindagi Song Lyrics from the movie/album Hum Naujawan released in the year 2018 starring Dev Anand, Bunty Behl. The song Ek Pal Pyar Ka Kabhi De Badal Ye Jindagi was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Dev Anand. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Anjaan

Ek Pal Pyar Ka Kabhi De Badal Ye Jindagi Lyrics

Ek Pal Pyar Ka Kabhi De Badal Ye Zindagi
Ek Pal Pyar Ka Kabhi De Badal Ye Zindagi
Ho Aaj Wahi Pal Man Me Basa Ke
Udti Phiru Mai Pankh Laga Ke
Ek Pal Pyar Ka Kabhi De Badal Ye Zindagi

O Kabhi Mujhe Chhu Aise Hawa Kahi Chume Jaise
Kabhi Tere Ang Lagu To Khilu Mai Bhi Phulo Jaise
Phul Ye Sare Tujhpe Luta Ke
Udti Phiru Mai Sapne Saza Ke
Ek Pal Pyar Ka Kabhi De Badal Ye Zindagi

O Itne Phul Itni Kaliya Inme Jitni Hai Phuljhadiya
Man Chahe Itne Ho Apne Milan Ki Ghadiya
Do Pal Ko Mai Tujhko Chhupa Ke
Udti Phiru Mai Sang Hawa Ke
Ek Pal Pyar Ka Kabhi De Badal Ye Zindagi

Ho Jage Man Me Arma Aise Jhume Tan Lehro Jaise
Khoyi Khoyi Dolu Kyu Mai Bolu To Ye Bolu Kaise
Dil Chahe Tujhko Tujhse Mila Ke
Udti Phiru Mai Duniay Bhula Ke
Ek Pal Pyar Ka Kabhi De Badal Ye Zindagi
Ho Aaj Wahi Pal Man Me Basa Ke
Udti Phiru Mai Pankh Laga Ke
Ek Pal Pyar Ka Kabhi De Badal Ye Zindagi
Ek Pal Pyar Ka Kabhi De Badal Ye Zindagi

Share your thoughts

Lyrics of hindi songs, Asha bhosle, R.d burman, Asha bhosle songs, Song lyrics, Lyrics & music, Ki honda pyaar lyrics, Hindi songs lyrics, Tere bina zindagi se with lyrics, Songs lyrics, O sathi chal with lyrics, Rd burman hit songs, R d burman hit songs, Rd burman, Madan puri, Jab hum jawan honge with lyrics, Asha bhosle hindi songs, Asha bhosle & kishore kumar, Aao tumhen chand pe le jayen lyrics in hindi, Musafir hoon yaaron lyrics hindi, Jawani jan e man with lyrics