Ek Pal Lyrics  | Huqa pani | Ali Zafar | Ali Zafar

Ek Pal Lyrics | Huqa pani | Ali Zafar | Ali Zafar

Yeh zindagi ek pal ka hai safar
To kiya jo teri yaad main jaye guzar
Soye zameen asmaan jab raat ho
Aur jagoon teri yaad main
Mein raat bhar
Tu yeh jaaney na
Teri yaad main jaaney jaan
Mainay chhoda yeh jahan
Main wahan ab tu jahan
Socha yeh tu ne kya kabhi
Yeh bekhaber
Keh chahun tum ko har ghadi
Main kis qadar.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *