Ek Muddat Se Deewana Dil Lyrics  | Naata | Madhubala, Abhi Bhattacharya | Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish | Mohinder Singh Sarna

Ek Muddat Se Deewana Dil Lyrics | Naata | Madhubala, Abhi Bhattacharya | Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish | Mohinder Singh Sarna

Ek muddat se deewana dil
Ek muddat se deewana dil
Khushiyo ka zamana bhul gaya

Ek muddat se deewana dil
Khushiyo ka zamana bhul gaya

Furkat ki kahani yaad rahi
Furkat ki kahani yaad rahi
Ulfat ka fasana bhul gaya

Ek muddat se deewana dil
Khushiyo ka zamana bhul gaya

Un nazaron mein kaisa jadu tha
Un nazaron mein kaisa jadu tha
Puchho to mujhe kuchh yaad nahi
Puchho to mujhe kuchh yaad nahi

Ek baar to main behosh huwa
Ek baar to main behosh huwa
Phir hosh mein aana bhul gaya

Ek baar to main behosh huwa
Phir hosh mein aana bhul gaya

Ek muddat se deewana dil
Khushiyo ka zamana bhul gaya

Sun san andheri raahein hai
Sun san andheri raahein hai
Saathi bhi nahi manjil bhi nahi
Saathi bhi nahi manjil bhi nahi

Dil maut ki is khamoshi mein
Dil maut ki is khamoshi mein
Jine ka tarana bhul gaya
Dil maut ki is khamoshi mein
Jine ka tarana bhul gaya

Ek muddat se deewana dil
Khushiyo ka zamana bhul gaya

Furkat ki kahani yaad rahi
Furkat ki kahani yaad rahi
Ulfat ka fasana bhul gaya

Ek muddat se deewana dil
Khushiyo ka zamana bhul gaya.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *