Ek Mein Ek Tu Song Lyrics from the movie/album Yeh Dil released in the year 2016 starring Tusshar Kapoor, Natassha. The song Ek Mein Ek Tu was sung by Abhijeet Bhattacharya, Neerja Pandit. This movie/album was directed by Teja. The music was given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Tips Music

Ek Mein Ek Tu Lyrics

Ek Mai Ek Tu
Kho Gaye Pyar Mai
Bhul Ke Ye Jahaa
Do Badan Ek Jaan
Kho Gaye Pyar Mai

Ek Mai Ek Tu
Kho Gaye Pyar Mai
Bhul Ke Ye Jahaa
Do Badan Ek Jaan
Kho Gaye Pyar Mai
Ek Mai Ek Tu
Kho Gaye Pyar Mai

Maine Subha Shyaam Likh Liya
Isq Ka Payam Likh Liya
Ho Aati Jaati Saanso Pe
Sanam Dil Pe Tera Naam Likh Diya
Mai Bana Hu Bas Tere Liye
Tu Bani Hai Bas Mere Liye
Honge Hum Na Kabhi Juda
Hum Ne Milke Fainsle Kiye

Hum Deewane Bade
Muskuraye Kabhi
Ro Diye Pyar Mai
Ek Mai Ek Tu
Kho Gaye Pyar Mai

Saath Saath Aaj Hum Chale
Haare Na Hum Kabhi Bhi Hoshle
Koi Na Bujha Saka Use
Jo Chala Hai Toofaan Mai Chale
Door Door Itne Din Rahe
Hum Kisi Se Kuch Nahi Kahe
O Is Milan Ki Aarzoo Liye
Har Sitam Zamane Ke Sahe

Mit Gaye Faasle
Is Subho Ke Tale
So Gaye E Pyar Mai
Ek Mai Ek Tu
Kho Gaye Pyar Mai
Bhul Ke Ye Jahaa
Do Badan Ek Jaan
Kho Gaye Pyar Mai
Ek Mai Ek Tu
Kho Gaye Pyar Mai.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Tusshar kapoor, Tusshar kapoor songs, Nadeem shravan, Nadeem - shravan, Tushar kapoor movie, Abhijeet b., Abhijeet songs, Tera dilbar tera saathi, Anita hassanandani hot, Hum nahi tere dushmano mein video, Hum nahi tere dushmano mein hd video, Anita hassnandani, Charminar ki laila jab tune pallu khola, Romantic songs hindi, Kyun dil bichade song, Anita hassnandani movies, Hum nahi tere dushmano mein song, Charminar ki laila, Superhit classic music, Evergreen hindi songs