Ek Ladki Lyrics  | Mere Arman Mere Sapne | Pradeep Kumar, Sumitra Devi | Asha Bhosle, Usha Mangeshkar | Datta Naik

Ek Ladki Lyrics | Mere Arman Mere Sapne | Pradeep Kumar, Sumitra Devi | Asha Bhosle, Usha Mangeshkar | Datta Naik

Ek ladki to kya mere jaisi to kya
Rag rang or bahar mangti hai
Ek ladki to kya mere jaisi to kya
Begairat kisi ka pyar mangti hai
Ek ladki to kya mere jaisi to kya
Rag rang or bahar mangti hai
Ek ladki to kya mere jaisi to kya
Begairat kisi ka pyar mangti hai
Ek ladki

Kyu na mukadar ki
Zindagi ka gum nichod le
Ye fizul ki zide muskurake tod de
Kyu na mukadar ki
Zindagi ka gum nichod le
Ye fizul ki zide muskurake tod de
Ye fizul ki zide muskurake tod de
Ek ladki to kya mere jaisi to kya
Begairat kisi ka pyar mangti hai
Ek ladki

Bado hasi garib hai wo aisi hasi tamam hai
Na thuk ise na pee ise ke jahar ka ye jam hai
Bado hasi garib hai wo aisi hasi tamam hai
Na thuk ise na pee ise ke jahar ka ye jam hai
Na thuk ise na pee ise ke jahar ka ye jam hai
Ek ladki to kya mere jaisi to kya
Jindagi se kisi ke dil ka karar mangti hai
Ek ladki to kya mere jaisi to kya
Begairat kisi ka pyar mangti hai
Ek ladki

Ye sari dil ki umar kyu na jhum ke gujar le
Kisi ka gum kharid ke na kyu ise sawar le
Ye sari dil ki umar kyu na jhum ke gujar le
Kisi ka gum kharid ke na kyu ise sawar le
Kisi ka gum kharid ke na kyu ise sawar le
Ek ladki to kya mere jaisi to kya
Duaye bar bar mangti hai
Ek ladki to kya mere jaisi to kya
Begairat kisi ka pyar mangti hai
Ek ladki
Ek ladki to kya mere jaisi to kya
Rag rang or bahar mangti hai
Ek ladki to kya mere jaisi to kya
Begairat kisi ka pyar mangti hai
Ek ladki.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *