Ek Ladka Ghar Se Nikal Gaya Song Lyrics from the movie/album Khushboo released in the year 2018 starring Motilal, Shyama. The song Ek Ladka Ghar Se Nikal Gaya was sung by Mohammed Rafi, Geeta Dutt. This movie/album was directed by Rana Indu Shamsher. The music was given by Shankar Lal. The lyrics were Penned by Gopal Singh Nepali

Ek Ladka Ghar Se Nikal Gaya Lyrics

Ek Ladka Ek Ladki
Ek Ladka Ghar Se Nikal Gaya
Ek Ladki Ghar Se Nikal Gayi
Dunia Se Dono Dur Chale
Dono Ki Dunia Badal Gayi
Ek Ladka Ek Ladki
Ek Ladka Ghar Se Nikal Gaya
Ek Ladki Ghar Se Nikal Gayi
Dunia Se Dono Dur Chale
Dono Ki Dunia Badal Gayi
Ek Ladka Ek Ladki

Dono Umar Ke Kachche The
Dil Unka Bilkul Bachcha Tha
Dono Umar Ke Kachche The
Dil Unka Bilkul Bachcha Tha
Wo Lakh Bahane Karte The
Par Pyar Unka Sachcha Tha
Dil Unka Bilkul Bachcha Tha

Aa Gayi Jawani Ki Aandhi
La La La La Ho La La La
Aa Gayi Jawani Ki Aandhi
Bulbul Bulbul Fisal Gayi
Dunia Se Dono Dur Chale
Dono Ki Dunia Badal Gayi
Ek Ladka Ek Ladki
Ek Ladka Ghar Se Nikal Gaya
Ek Ladki Ghar Se Nikal Gayi
Dunia Se Dono Dur Chale
Dono Ki Dunia Badal Gayi
Ek Ladka Ek Ladki

Armano Ki Rangini Me
Wo Hasne Hasane Ko Nikle
Armano Ki Rangini Me
Wo Hasne Hasane Ko Nikle
Dil Me Pritam Ka Pyar Basa
Sansar Basane Ko Nikle
Armano Ki Rangini Me
Wo Hasne Hasane Ko Nikle
Armano Ki Rangini Me
Wo Hasne Hasane Ko Nikle
Dil Me Pritam Ka Pyar Basa
Sansar Basane Ko Nikle
Dil Me Pritam Ka Pyar Basa
Sansar Basane Ko Nikle
Wo Hasne Hasane Ko Nikle
Wo Hasne Hasane Ko Nikle

Phulo Par Titli Udti Thi
Phulo Par Titli Udti Thi
Unki Bhi Tabiyat Machal Gayi
Dunia Se Dono Dur Chale
Dono Ki Dunia Badal Gayi
Ek Ladka Ek Ladki
Ek Ladka Ghar Se Nikal Gaya
Ek Ladki Ghar Se Nikal Gayi
Dunia Se Dono Dur Chale
Dono Ki Dunia Badal Gayi
Ek Ladka Ek Ladki

Jab Kabhi Bahare Aayengi
Dekhega Zamana Khidki Se
Ladki Manegi Ladke Se
Ladka Manega Ladki Se
Jab Kabhi Bahare Aayengi
Dekhega Jamana Khidki Se
Ladki Manegi Ladke Se
Ladka Manega Ladki Se
Dekhega Zamana Khidki Se
Dekhega Zamana Khidki Se
Dunia Me Preet Aisi Jodi
La La La La Ho La La La
Dunia Me Preet Aisi Jodi
Ek Ore Ore Nikal Gayi
Dunia Se Dono Dur Chale
Dono Ki Dunia Badal Gayi
Ek Ladka Ek Ladki
Ek Ladka Ghar Se Nikal Gaya
Ek Ladki Ghar Se Nikal Gayi
Dunia Se Dono Dur Chale
Dono Ki Dunia Badal Gayi
Ek Ladka Ek Ladki

Share your thoughts

Ek ladka ek ladki ghar se nikal gaya, Mohammed rafi, Geeta dutt, Mohammad rafi hit songs, Kajra mohabbat wala lyrics, Geeta, Mohammed rafi songs, Shankar jaikishan songs, Dost dost na raha pyar pyar english lyrics, Ghulam mohammed, Mohammad rafi, Kora kagaz tha ye mann with lyrics, Dost dost na raha pyar pyar lyrics, Meena kumari, Solah baras ki bali umar with lyrics, Lyrics of dost dost na raha pyar pyar, Dost dost na raha pyar pyar with lyrics